17 Jan 2015

Mera RAB Aisa RAB  Hai Jo Bardasht Se Ziyada Dukh Nahi Deta

Mera RAB Aisa RAB  Hai Jo Bardasht Se Ziyada Dukh Nahi Deta.
,
Magar Auqaat Se Ziyada Sukh Deta Hai.
,
Kisi Ne Pocha Zindagi Mein Kiya Khoya Kiya Paya?
,
Mein Ne Hans Kar Kaha:
Jo Khoya Wo Sab Meri Nadani Hai.
Aur
Jo Paya Wo Sab Mere RAB Ki Meherbani Hai.
,
Kabhi Apnay Naseeb Ko Bura Mat Kaho
,
Kyun Ke Ye Naseeb Hi Hai Ke Ap Hazrat Muhammad (S.A.W.W) Ke Ummati Ho...!!

No comments:

Apna Ghar Housing Loan Scheme in Pakistan: Documents, Registry, Inteqal and Property Sale Rules

Owning a house is a dream for many families in Pakistan. However, rising construction costs and expensive property prices make it difficult ...